Masail
Hazrat zakat ka Paisa hilla-e-shar’ee kar ke dargah ki tameer mein laga sakte hai kya?
Jawab: Zakat ke haqdar gareeb, miskeen hai, Chahiye ke unki madad ki jaayein. Agar Sahib e Sarwat (Ameer Hazrat) maujood hain, to wo apne khaas paiso se jo zakat ke siwa hai lagaayein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—