Masail

Hum Log Dubai Me Rehte Hai. Yaha Sab Jyadatar Ahlehadees Tabligi Jamaat Wale Hai.

Start Me Jab Hamlog Yaha Aye To Majhbori Me Inke Piche Sirf Khadhe Ho Jate The. Ab Nahi Jate Hamare Liye Kya Hukam Hai. ANSWER Wahabi Deobandi Gair Muqallid Wagairah Badmazhab Jiski Badmazhabi Hadde Kufr Ko Pahunch Gayi Ho Woh Kafir O Murtad Hai. Unke Peechhe Koi Namaz Jaayez Nahi. Jitni Namazein Unke Peechhe Padhi Sabko Dobarah Padhna Farz Hai. Aur Agar Unhe Musalman Jaan Kar Unke Peechhe Namaz Padhi To Taubah O Tajdeed E Imaan Bhi Kare Aur Biwi Rakhte Ho To Tajdeed E Nikah Bhi Kare. Unke Peechhe Sirf Khade Rahne Ki Bhi Ijazat Nahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button