Masail
Huzoor Jaise Amama Shareef Pehenna Sunnat Hai. Isi Tarah Kya Sar Dhankna Bhi Sunnat Hai?
Agar Zaid Barkati Topi Se Sar Dhaanke Aur Kahe Ke Sar Dhaankna Sunnat E Mustafa ﷺ? Hai. To Kya Zaid Ne Sahi Kaha? Jawab: Imama Bandhna Sunnat Hai Aur Sar Khula Rakhna Khilaaf E Sunnat Hai. Sirf Topi Pahenna Sunnat To Nahi. Magar Musalman Ki Ek Alamat Aur Pehchan Aur Gairo Se Imtiyaaz Aur Adab Ka Mutaqaazi Aur Mustahab Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—