Masail

Huzoor ? ke zamane me Masjid E Nabvi ki Mikdar kitni thi?

Huzoor ﷺ ke zamane me Masjid E Nabvi ki Mikdarr kitni thi? Roza E Anwar par Nazar (dekhna) bhi ibadat hai Jaise Ka’aba E Muazzama Ya Quran majid ka dekhna to Adab ke saath uski kasrat karo Aur Darood wa salam Arz karo, Panjagaana ya kam se kam Subah wa shaam muwaajaha sharif me salam Raz kare ke liye haajir ho, Shahar me ya shahar se bahar jahaan kahi gumbade mubarak par ajar pade Fauran dastbasta udhar muh karke salaat wa salam Arz karo be-iske hargiz hargiz a gujro ki Adab ke khilaf hai. Jahaan tak ho sake koshish karo ki masjide Awwal yaani Huzoor ﷺ ke zamaana E Mubadaja me jitni thi usme amaaz padho Aur uski Mikdaar 100 Haath Lambai Aur 100 Haath Chaudai. Agarche Baad me Jo kuch izafa huwa hai usme amaz padhna ahi masjid e abavi hai me padhna hai. Qabre karim ko hargiz peeth a karo Aur jahan tak ho sake amaz me bhi Aisi jagah a khade ho peeth karni pade. Riza E Anwar ka a takwa karo ma sajda a itna zhukna ji Ruku ke Baraabar Ho Rasoolullah ﷺ ? ki Ta’azim unki Ita’At me hai. Bahare sharee’at Hissa 06 Safa 141,142 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button