Masail
Isha Namaz Ki Chaar (4) Rakat Farz Ki Niyat Kaise Kare ?
Jawab: Isha Namaz Ki Chaar (4) Rakat Farz Ki Niyat. Niyat Ki Maine Chaar (4) Rakat Namaz Farz Isha Ki ALLAH Ta?ala Ke Liye (Muqtadi Itna Aur Kahe Peeche Iss Imam Ke) Muh Mera Taraf Ka?aba Shareef Ke Allahu Akbar!
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—