Masail
Islam me Chaati (Chest) Ke Baal Nikalna Kaisa?
Jawab: Huzoor Sadrushshariah Badruttariqah Irshad Farmate Hain. Seena Aur Peeth Ke Baal Mundna Ya Katarwana Achha Nahin. Haath Paaon Pait Par Se Door Kar Sakte Hain. n(Bahar E Shari?at Hissa 16 Safah 197) n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—