Masail

Islam Me Ladka Aur Ladki Ko Kitne Saal Tak Doodh Peelane Ki Izajat Hai ?

2 Saal Tak Ladka ho Ya Ladki. Mas’Ala : Bachha ko 2 Baras tak doodh pilaya jaaye is se jyaada ki izajat ahi doodh peene waala ladka ho ya ladki. Aur yah jo Baaz Awaam me mashhoor hai ki ladki ko 2 Baras tak Aur Lad ke ko 2/5 (Dhai) Baras tak peela sakte hai. Yah sahi ahi Yah Hukm Doodh peelane ka hai Aur Nikah Haraam hohne ke liye 2/5 (Dhai) Baras ka Jamaana hai. Ya’ani 2 Baras ke Baad Agarche Doodh Peelana Haraam hai. Agar 2/5 (Dhai) Baras ke Andar Agar Doodh piladegi Hurmate Nikah saabit ho jaayegi Aur uske baad peeya to Hurmate Nikah ahi. Agarche peelana jaayez ahi. Mas’Ala : Muddat puri hone ke baad Bataure Ilaaj bhi doodh peena, Ya peelana Jaayez ahi. Durre Mukhtaar Bahare shariat Hissa 07 Safa 25 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button