Masail
Islam Me Patang Udhane Ke Bare Me Kya Hukum Hai Or Jo Patang Udhata Hai Uski Kis Tarah Islah Ki Jaye?
ANSWER Patang Baazi Lahw O Laib Aur Waqt Ko Zaaye Karna Hai. Jo Najaayez O Gunaah Hai. Shariat Ke Ehkam Bata Kar Logo Ki Islaah Ki Jaaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—