Masail
Jamaat Ho Jane Ke Baad Sunni Masjid Me Chand Sunni Pahuche, Unme Se Kisi Ek Me Imamat Ki Sharait Payi Jati Hai.
Toh Kya Ab Chand Sunni Jamaat Se Namaz Masjid Me Ada Kar Sakte. Jab Ki Us Waqt Ki Namaz Masjid Me Ho Chuki Hai. ANSWER Kar Sakte Hai. Magar Jis Jagah Pahli Jamat Hui Us Jagah Na Karein. Balkeh Jagah Badal Kar Dosri Jagah Jamat Karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—