Masail
Jhingha Khana Kaisa Hai?
Jawab: Huzoor Sadrushshariah Badruttariqah Irshad Farmate Hai. Jhinge Ke Mutaliiq Ikhtilaf Hai Ke Ye Machhli Hai Ya Nahi. Isi Bina Par Iski Hiilat O Hurmat Mein Bhi Ikhtilaf Hai. Bazaahir Uski Soorat Machhli Ki Si Nahi Maloom Hoti. Balkeh Ek Qism Ka Keeda Maloom Hota Hai. Lihaza Is Se Bachna Hi Chahiye. n(Bahar E Shari?at Hissa 15 Safah 126 Halaal O Haraam Janwaro Ka Bayan) n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—