Masail
Jise ehtalam hua aur aise mard wa aurat ki jin par ghusl farz hai unke liye kya hukm hai?
Jawab: Aise logon ko ghusl kiye bagair amaz padhna. Quran majeed dekh kar ya zubani padhna, uska chhoona aur masjid me jana haraam hai. Anware Shariat Hindi Page 40
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—