Masail
Jo Nabiyo Ko Murda Kahe Wo khud Murda Hain
Shafa e Mehshar (Sallallahu Alaihi Wassallam) Wisaal e Zahiri Ke Baad Rouza e Athar Main Zinda Hain. Hazrat Umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ (RadiAllahu Anhu) Ne Farmaya- “Ke Khuda Ki Qasam! Jisne Bhi Ye Baat Kahi Aur Maine Suni Ke “Huzoor ﷺ E-Akdas (Sallallahu Alahi Wassallam)” Ka Wisaal Hua Hai, Uski Gardan Apni Talwar Se Uda Dunga. n(Tirmizi: 378 Sahih) Hazrat Kya Ye Hadis Mukammal Nahi Hai. Is Ke Baad Hazrath Siddique Akbar Ne Kya Kaha? Ye Janna Tha. Jazak’Allahu Khaira Jawab: Hazrat e Siddiq e Akbar Ne Farmaya Ke Waaqai Huzoor ﷺ Wisaal Farma Gaye Aur Aap Ne Ye Ayat e Kareema Tilawat Farmaayi …. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—