Masail

Jumerat Ke Din Asar Ke Baad Ya Maghrib Ke Baad Tamam Marhoomeen Ko Isaal e Sawab Karna Chahiye Ya Nahi?

Jawab: Marhoomeen Ko Isaal E Sawab Mustahsan Amr Hai. Jumerat Ke Sham Unki Roohein Apne Gharo Ka Rukh Karti Hain Aur Ghar Waale Jis Kaam Me Ho, Us Tarah Ka Ta?ssur Le Kar Khush, Ya Naraz Hoti Hain. Lehaza Aise Waqt Fatiha Khwani Achcha Amr Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button