Masail
Jumma Ki Namaz Ki Jamat Kayam Karne Ke Liye Imam Ke Alawa Kam Se Kam Kitne Mard Hone Chahiye. Tab Jumma Hogi?
Jawab: Jamat ? Imam Ke Alawa Kam Se Kam 3 Mard. Agar 3 Gulam Ya Musafir Beemaar Ya Gunge Ya Anpad Muqtadi Ho To Jummah Ho Jayegi Aur Sirf Aurate Aur Bachhe Ho To Nahi. n(Aalamgeeri, Raddul Muhtar) Khutbe Ke Waqt Jo Log Maujood The Wah Bhaag Gaye Aur Dusre 3 Shakhs Aa Gaye To Inke Saath Imam Jummah Padhe. Yaani Jummah Ki Jama?At Ke Liye Unhi Logo Ka Hona Jaruri Nahi Jo Khutbe Ke Waqt Haajir The. Balki Unke Gaur Se Bhi Ho Jayegi. n(Durre Mukhtar) Bahar E Shari?At Hissa 4tha Safa No 82 —
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—