Kafan Ke Kitne darje Hote hai?
Mayyat ko kafan dena farz E Kifaya hai. n(Agar kisi e kafan ahi diya to jis ko ma’alum tha sab gunahgaar huye). Kafan ke 3 darje hai 1. Jarurat 2. Kifaayat 3. Sunnat Mard ke liye 3 kapde Sunnat hai 1. Ijaar 2. Lifafa 3. Kamis Aur Aurat ke liye 5 kapde Sunnat hai 1. Ijaar 2. Lifafa 3. Kamis 4. Odahni 5. Seena band Kafne kifayat mard ke liye 2 kapre hai 1. Lifaf 2. Ijaar Aur Aurat ke liye kifayat 3 hai 1. Lifafa 2. Ijaar 3. Odahni Ya 1. Lifafa 2. Kamis 3. Odahni Kafne jarurat dono ke liye yah ki jo mayassar aaye Aur kam az kam itna ho ki saara adan dhak jaaye. n(Durre Mukhtaar, Aalamgeeri Wagair huma) Bahar-e-Shari’At 4hta Hissa Safa No 113 n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—