Khabardar Ye Shirk Hai
Allah tala farmata hai. ( ) n(Quran: An-Nisa 4:116) Hamare Mashre mE ek aisa Shirk faila huwa huwa Hai. Jisko Hamare kuch bhai Jane Anjane me Har Subha Subha Apne Dukan Apni Tijarat me isko Anjaam dete hai wo ye hai ke Jab bhe koi pehla Kharidar (grahak) aata hai tab mol bhao ke waqt Dukandar ke mu se ye ikalta hai ke. n” Bhai “Bhoni” ka waqt hai le lO” Ya phir… n” Aaj Subha se ab tak “Bhoni” ahi huwI” Kya hai ye bhoni ? Bhai ye Mushrikeen ke mabood ka aam hai ye mushreeko ka Aqeeda hai wo apne pahele kharidar ko mante hai aisa samjhte haI Astagfirullah Aaj Hamare Muslim bhai bhi is Shirk ka shikar ho rahe hai jab ke Allah Ta’Ala farmata hai. n”Bhala wo Apna Rizzak band karde to wo kaun hai jo tum ko Rizzak de ? ” n(Quran: 67:21) Allah hame sahe samjah de aur shirk se bachaye Aur Allah par he bhrosa rakhe Aaameen Ya Rabbal Aalameen. Forward to All & Get sawab e Jariya KYA YE SAHI BAAT HAY HAZRAT RAHNUMAI FARMAYE. Jawab: Bohni kisi butt ka aam hai ye aaj tak a hum e suna a hamare baap dada e. Aur Agar Bil Farz iska koi Qabeeh Maana ho bhi to Musalman uska ye Maana ahi leta ke ye Ma’az-Allah koi khuda hai. Balke usse Shuruaat hi muraad leta hai aur isme koi harj ahi. Wa-Allahu Ta’ala A’lam n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—