Masail
Kisi Ki Aulad Nahi Hai. Usne Kisi Se Bachche Ko Godh Liya.
Kya Us Bachche Ko Godh Liye Walidain Ke Marne Ke Baad, Ya Hayat Me Virasat Ka Haq Mil Sakta Hai, Ya Nahi? Jawab: Us Bacche Ke Jo Haqeeqi (Sage) Maan Baap Hain. Wo Bachcha In Ke Inteqal Ke Baad Waris Hoga. Aur Jin Logo Ne Godh Liya Hai Un Ka Waris Nahi Hoga. Agar Wo Chahein To Apni Zindagi Me Us Bacche Ko Malik Bana De. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—