Masail
Koi Bahut Mazoor Hai Baith Ke Namaz Padh Rahe Hai Aur Jhuk Nahi Sakte Sajda Ke Liye To Takiya Pe Sajda Kar Sakte Hai.
Jawab : Agar Waaqai wo Zameen Par Sajda Nahi Kar Sakte To Ishare Se Ruku Sajda Karein, Takiya Par Sar Rakhna Sahi Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—