Masail
Kya 3/4th pant mein namaz ada hojayegi joke ghutno ke niche hai.
Jawab: Agar Guthne dhake hue hon to Namaz ho jayegi. Magar umooman is tarah ke libas me Namaz a parhi jaaye. Balke Acche libas pahen kar Namaz ada karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—