Masail
Kya Badmazhab Ki Hotel Me Jake Vegetarian Ya Fish Wagera Kha Sakte Hai.
ANSWER Bachna Behtar Hai Ke Wo Paaki Na Paaki Ka Khayal Nahi Karte. Bahar Haal Agar Zaahir Hai Ke Wo Paak Tareeqe Se Khana Banaate Hain To Veg Ya Fish Kha Sakte Hain. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—