Masail

Kya Birthday Manana Jayez Hai?

Birthday Se Muraad Hai Sirf Ghar Mein Birthday Waale Din Cake Laakar Uspar Candle Lagakar Behan Bhaiyo Aur Tamam Mehram Ke Sath Khaana Kaisa. ANSWER Agar Shar?ee Daaire Mein Rah Kar Birthday Ki Taqreeb Karein Aur Jo Chizen Jaayez Hain Woh Karein. Maslan Faatiha O Durood Salam Wagirah Ki Mahfil. To Isme Kuchh Harj Nahin Aur Cake Pe Faatiha Kar Ke Taqseem Karne Mein Bhi Harj Nahi. Haan Yahood Nasaara Ka Tareeqa Apnana Zaroor Mazmoom Hai. Woh Ye Ke Ek Khaas Rasam Ke Tahat Cake Kaatna Aur Cake Kaat Te Waqt Taaliyaan Bajana Wagairah. Manhiyyaat E Shar?iya Ke Irtekaab Ki Hargiz Iajazat Nahi Ho Sakti. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button