Masail

Kya Biwi Apne Shohar Ke Makhsus Chiz Ko Muh Me Le Sakti Hai Ke Nahi.

Az Rue Shariyar Ye Kaam Haram Hai. Ya Jayez Hawale Ke Sath Jawab Se Nawaze. ANSWER Aala E Tanaasul Munh Me Lena Makrooh Hai. Fatawa Aalamgiri Me Hai. Aur Agar Munh Me Inzaal Kare To Sakht Haram Bad-Kaam Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button