Masail
Kya Gaon Mein Juma Ki Namaz Padhna Jayez Nahi Hai?
Jawab: Nahi. Gaon Mein Juma Ki Namaz Padhna Jayez Nahi. Lekin Jaha Qayam Ho Band a Kiya Jaaye Ki Aawam Jis Tarah Bhi ALLAH wa RASOOL ﷺ Ka Naam Le Ganimat Hai. Fatawa Razviya
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—