Wazifa
Kya hum kisike kale jadu ka shikar ho sakte hai ?
Yaani puchhne ka maqsad ye tha ki kya hamko, yaa hamare ghar, yaa karobar kisi bhi chiz ko, koi jadu ki wajah se uksan pohcha sakta hai ? Agar aisa hai to hame ise kaise chhutkara mil sakta hai ? Aur agar ahi hota to fir hame kai ilm ke jaankar aisa kyu batate hai ? Jawab: Jadu haq hai aur jadu ka shikar koi shakhs ho sakta hai. Usse bachne ke liye Surah Falaq Aur Surah Naas ki Tilawat karein Aur Damm karein. Khususan Raat ko sote waqt. n
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi