Masail

Kya koi banda agar namaz na padhe or usko dimagi taklif ho par apni dhun me rehta ho

Par duniyawi baato me bhi aage ho logo ko gaaliya dena etc to uspar kya hukm e shara hogi or log uss bande ko wali kahe to kya ye kehna durust hai. Yaani shariat ka paband aa ho kar kya wo Wilayat ke darje me pohoch sakta hai ? Jawab: Qur’an e Pak ka irshad hai Allah ke wali Muttaqi o Parhez gaar hi hain. Dosri jagah irshad hua n(Allah ke wali ) wo hain Jo Iman waale aur Muttaqi parhez gaar hon. Lehaza Agar wo shakhs Hosh o Hawas me Rehte hue Elaaniya Fisq o Fujoor karta ho to wo Faasiq hai. Aur Koi Faasiq hargiz wali ahi ho sakta. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button