Masail
Kya Namaz E Janaza Me Imam Ke Piche Takbeer Kehna Wajib Hai?
Jawab: Kam Se Kam Itni Awaz Me Takbeer Kehna Ke Agar Koi Maane Na Ho, To Wo Khud Soon Sake. Har Ek Par Lazim Hai. Warna Namaz E Janaza Na Hogi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—