Masail
Kya Suraj Nikalne, Doobne Aur Zawal Ke Waqt Namaz e Janaza Padhna Makrooh Hai?
Jawab: Janaza Agar Unhi Waqto Mein Laya Gaya. Toh Namaz Unhi Waqto Mein Padhe Koi Karahat Nahi. Karahat Us Surat Mein Hai Ki Pehle Se Janaza Tayyar Maujood Hai Aur Der Ki Yaha Tak Ki Waqt e Karahat Aa Gaya. Bahare Sharia’at, Aalamgiri
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—