Masail
Kya Tambaku Khane Se Wazu Toot Jata Hai ?
ANSWER Tambaku Khane Se Wazu Nahi Tootega. Haan Agar Munh Se Badboo Aati Ho To Aise Shakhs Ko Masjid Jaana Mana Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—