Masail
Kya Zaid Qaza E Umri Ada Karne Ke Liye Sunnat (Sunnat E Muakkadah Wa Gair Sunnat E Muakkadah) Aur Nafil Namaz Chhod Sakta Hai?
Jawab: Sunnat E Muakkidah Chhodne Ki Ijazat Nahin. Sunnat E Gair Muakkidah O Nafl Ki Jagah Qaza Padhe. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—