Masail
Ladke ki wiladat hui shohar ne pehle se tai kar liya tha ke ladka hoga toh naam muhammad hi rakhunga
Aur ab ghar wale chahte hai ek dusra aam rakhe. Toh kya aisa ho sakta hai ke saare document par Muhammad ﷺ hi sirf rahe aur pukarne ki liya dono aam istemal ho. Jawab: Ji kar sakte hain. Ya Muhammad ke sath aam rakhein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—