Logo Me Mashur Hai Ke Ye Deobandi Ya Tabligi Hai To Uski Dukan Ka Chicken Ya Gosht Khana Kaisa?
(2) Agar Dekhne Se Musalman Lagta Hai. Per Uske Aqide Kis Tarah Ke Hai. Ye Pata Na Ho To Aise Dukandar Ki Dukan Ka Gosht Ya Chicken Khana Kaisa? n(3) Kya Har Chicken Ya Gosht Bechnewale Musalman Ke Aqaid Ki Tehkik Hamare Uper Zaroori Hai? n(4) Agar Tehkik Zaroori Hai. To Kis Tarah Kare? ANSWER Wahabiya Diyaabna Jin Ki Bad Mazhabi Hadd e Kufr Ko Pahunch Chuki Ho Un ka Zabah Kiya Hua Gosht Halal Nahi Balke Haraam Hai. Yu Hi Agar Sunni Ne Zabah Kiya. Magar Us Wahabi Ne Use Apni Dukan Me Rakha Aur Kuch Der Ke Liye Bhi Agar Sunni Ki Nazar Se Ojhal Hua. To Gosht Haraam Ho Jaayega, Us Ka Khana Halal Nahi Lehaza Jab Ke Kisi Ke Aqeede Se Muta’lliq Mushtabeh Ho. To Us Ki Dukan Se Gosht Na Liya Jaaye Aur Is Zamane Me jab Ke Badmazhabo Ki Bhi Kasrat Hai. Aqaaid Ka Maloom Kar Lena Behtar Hai. Tahqeeq Ho Jaaye Ke Ye Sunni Sahihul Aqeeda Hai. Yaani Wo Dosre Firqe Baatila Ko Kaafir Samajhta Hai. Jin Ki Badmazhabi Hadd e Kufr Ko Pahunch Chuki. To Us Ki Dukan Se Gosht Lene Me Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—