Masail

Mahe Rajab Mubarak

Rajab ka maana hai Tazeem karna. Ahle Arab is mahine ki khaas tazeem kiya karte the. Isko Al-Asab bhi kehte hain yaani Tez bahaav. Is Mahe Rajab mubarak me Tauba karne walo par Rehmat ka bahaav tez ho jaata aur Ibadat karne walo par Qubooliyat ke anwaar ka Faizaan hota hai. Is barkat wa rahmat aur fazilat waale mahine me Shab e Meraj hai. 27wi Rajab ki mubarak raat me ALLAH ta?ala e apne Habeeb sallallahu alaihi wassallam ko Meraj ata farmayi aur Huzoor sallallahu alaihi wassallam ko La’makaan ki us bulandi par bulaya jiska koi tasawwur bhi ahi kar sakta aur Huzoor sallallahu alaihi wassallam ko Rab ta?ala e apna deedaar karaya aur Huzoor sallallahu alaihi wassallam se kalaam kiya aur Momino ke liye Namaz ka tohfa ata farmaya. Mahe Rajab ka chand dekhkar Surah-al-Adiyaat padhein: n? Bismillah ir-Rahmaanir-Raheem. Wal-adiyati dab’ha. Fal-mooriyati qad’ha. Fal-mogheerati sub’ha. Fa-asrna bihi aq’a. Fa-wasatna bihi jam’a. Innal insaana lirabbihi lakanoodu. Wa innahu ala zalika lashaheedu. Wa innahu lihubbil khayri lashadeedu. Afalaa ya?alamu izaa bu’a?iru maa feel quboor. Wa hussila maa fees sudoor. Inna rabbahum bihim yawma’izin lakhabeeru. Phir ye masnoon dua padhein : ? ? Allahumma ahillahu alayna bil amni wal eimaani was salamati wal islami Rabbee wa Rabbuk-Allah hilaalu rushdin wa khayrin. ? ? Tarjuma: Aye ALLAH is chand [mahine] ko hum par amn aur imaan aur salamati aur islam ke saath, Tera Rab aur mera Rab ALLAH hai, yeh chand hidayat aur khair wala ho. Translation: O Allah, let this moon appear on us with security and faith with safety and Islam. (O moon!) Your Rabb and mine is Allah. May this moon be bringing guidance and good. Jaami Tirmizi, Jild -2, Hadee? -1376/Hasan, Tabarani, Al-Mujam-ul-Awsat, Hadee? -6241 Phir Dua e Mahe Rajab-ul-Murajjab padhein: Tarjuma: Aye ALLAH, Hume Mahe Rajab aur Shabaan ki barkate ata farma aur Mah e Ramzan tak pahunchne me aasaani ata farma. Translation: O ALLAH, Grant us blessings in the month of Rajab & Shabaan & make us reach safely the month of Ramadan. Hadeese Nabawi: Hazrat Anas bin Maalik radiyAllahu ta?ala anhu se riwaayat hai ki: Huzoor RasoolAllah sallallahu alaihi wa sallam e irshad farmaya n?Jannat me ek aher hai jise Rajab kehte hain jo doodh se zyada safed aur shahed se zyada meethi hai. Jo maahe Rajab ke Roze rakhega ALLAH ta?ala use is aher se shairaab karega.? Shoab-ul-Eimaan, 3/367 Mahe Rajab ke khaas din: 1 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Qutub-ud-deen Maudood Chishti rahmatullahi alaihi (Chisht / Afghanistan). 1 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Peer Sayyed Mahmood Shaah Mohaddees Hazarwi rahmatullahi alaihi (Havelian / Pakistan). 2 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Ghulaam Yaseen Shah-Jamali rahmatullahi alaihi (Sandali, Dera Ghazi Khan / Pakistan). 2 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Shaah Ghulaam Muhammad ﷺ Soofi rahmatullahi alaihi (Durban / South Africa). 2 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Allama Abul Hasanaat Sayyed Mohammad ﷺ Ahmad Qaadri rahmatullahi alaihi (Lahore / Pakistan). 2 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Abdul Haleem Shaah Daatar Bhandaari rahmatullahi alaihi (Ankleshwar, Gujarat). 3 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Imam Sayyed Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ al-Haadi an-Naqi rahmatullahi alaihi (Samarra / Iraq). 3 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Abdus Salaam Qaadri Jilani rahmatullahi alaihi (Baghdad / Iraq). 3 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Haji Noor-ud-deen Shareef Zandani rahmatullahi alaihi (Qunooh / Syria). 3 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Maulana Mufti Taqaddus Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Khan Razawi rahmatullahi alaihi (Sindh / Pakistan). 5 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Hasan Basri rahmatullahi alaihi (Basra / Iraq). 5 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Imam-ul-Arus Sayyed Muhammad ﷺ bin Ahmad Lebbai rahmatullahi alaihi (Kilakari, Tamil Nadu). 6 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Sultaan-ul-Hind Khwaja Ghareeb Nawaz Moeen-ud-deen Hasan Chishti rahmatullahi alaihi (Ajmer, Rajasthan). 6 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Makhdoom Mohammad ﷺ Haashim Thatthawi rahmatullahi alaihi (Thattha / Pakistan). 7 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Ain-ud-deen Shaami rahmatullahi alaihi. 8 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Shams-ud-deen Tabrizi rahmatullahi alaihi (Khoy / Iran). 8 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Faiz Muhammad ﷺ Chishti Shah-Jamali rahmatullahi alaihi (Sandali, Dera Ghazi Khan / Pakistan). 8 Rajab ? Urs Hazrat Hazrat Shaheed Peer Mahmood Shah Bukhari rahmatullahi alaihi (Bhadiyad, Gujarat). 9 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Jamaal-ud-deen Faarooqi Uchi rahmatullahi alaihi (Patan, Gujarat). 9 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Shaah Gada-ur-Rahman Abbaas rahmatullahi alaihi. 9 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Sarkar e Kalaan Allama Sayyed Shah Muhammad ﷺ Mukhtar Ashraf al-Ashrafi rahmatullahi alaihi (Kichhauchha, Uttar Pradesh). 10 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Moosa Suhaag rahmatullahi alaihi (Ahmedabad, Gujarat). 11 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Makhdoom Shah Mohammad ﷺ Munem paak Chishti rahmatullahi alaihi (Patna, Bihar). 11 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Abul Husain Ahmad-e-Noori Miyan Barkaati rahmatullahi alaihi (Marehra, Uttar Pradesh). 11 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Shah Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Husain Ashrafi rahmatullahi alaihi (Kichhauchha, Uttar Pradesh). 12 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Abbaas ibn Abdul Muttalib radiyAllahu ta?ala anhu (Madeena munawwara). 12 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Maqbool e aalam Sayyed Nizaam-ud-deen Mohammad ﷺ rahmatullahi alaihi (Ahmedabad, Gujarat). 12 Rajab ? Yaum e Urs Hazrat Sidi Mubaarak Nob urf e Baava Gor rahmatullahi alaihi (Ratanpur, Gujarat). 12 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Mufti Muhammad ﷺ Ashraf Chishti Sialwi rahmatullahi alaihi (Pakistan). 13 Rajab ? Yaum e Wilaadat Hazrat Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ al-Murtaza radiy-Allahu ta?ala anhu. 13 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Imam Tirmizi rahmatullahi alaihi (Sherobod / Uzbekistan). 13 Rajab ? Yaum e wisaal Hazrat Khwaja Sayyed Abu Yousuf عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ Chishti rahmatullahi alaihi (Chisht / Syria). 13 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Meer Sayyed Moosa Qadri Jeelaani rahmatullahi alaihi (Baghdad / Iraq). 14 Rajab ? Yaum e Wisaal Ummul mo?mineen Hazrat e Zainab binte Jahsh radiyAllahu ta?ala anha (Madeena munawwara). 14 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Ghaazi Sayyed Saalaar Mas’ood rahmatullahi alaihi (Bahraich, Uttar Pradesh). 14 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Sayyed Hisaam-ud-deen Jigar sokhta Chishti rahmatullahi alaihi (Sambhar, Rajsthan). 14 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Syyed Beg Mohammad ﷺ urfe Shaah Bhikan rahmatullahi alaihi (Ahmedabad, Gujarat). 14 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Ghaiban Shaah rahmatullahi alaihi (Rajkot, Gujarat). 14 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Alaawan Shaheed rahmatullahi alaihi (Motha, Gujarat). 15 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Sayyeda Zainab binte Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ radiyAllahu ta?ala anha (Damascus / Syria). 15 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Imaam Ja?afar al-Saadiq rahmatullahi alaihi (Madeena munawwara). 15 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Umar رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ bin Abdul Azeez rahmatullahi alaihi (Aleppo / Syria). 15 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Sayyed Haji Hud عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ rahmatullahi alaihi (Patan, Gujarat). 15 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Haji Mohammad ﷺ Jahaangeer rahmatullahi alaihi (Ajmer, Rajasthan). 16 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Mohaddees e Azam e Hind Sayyed Shaah Muhammad ﷺ Ashrafi rahmatullahi alaihi (Kichhauchha, Uttar Pradesh). 16 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Shams-ud-deen Ghaazi rahmatullahi alaihi (Usmanabad). 16 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Ahmad Shah Qadri urfe Nagaarchi Peer rahmatullahi alaihi (Jambur, Gujarat). 17 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Abdul Azeez urfe Urjun Shah Suharwardi rahmatullahi alaihi (Petlad, Gujarat); 18 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Shaikh Sayyed Sharf-ud-deen Hasan Mash’hadi rahmatullahi alaihi (Bharuch, Gujarat). 18 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Sadr-ul-ulama Tehseen Raza Khan rahmatullahi alaihi (Bareilly, Uttar Pradesh). 20 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Ala-ud-deen Attaar rahmatullahi alaihi (Jafaaniyan / Uzbekistan). 20 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Meer Sayyed Abdul Jaleel Bilgrami rahmatullahi alaihi (Marehra, Uttar Pradesh). 21 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Ahmad bin Idrees al-Fasi rahmatullahi alaihi (Sabya / South Africa). 21 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Abu Bakr رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Tusi urfe Matka Peer rahmatullahi alaihi (Delhi). 21 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Qazi Zia-ud-deen rahmatullahi alaihi (Unnao, Uttar Pradesh). 21 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Maulana Mohammad ﷺ Shafi Okarawi rahmatullahi alaihi (Karachi, Pakistan). 22 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Maulana Sayyed Deedaar Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Shah rahmatullahi alaihi (Lahore / Pakistan). 22 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Shaah Jalaal-ud-deen Hammaad Qadri urfe Ma?ashooq Rabbaani rahmatullahi alaihi (Warangal, Andhra Pradesh). 23 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Imam Shabaab-ud-deen Ahmad ibn Hajar Haithami rahmatullahi alaihi (Makka mukarrama). 24 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Imam Yahya al-Nawawi rahmatullahi alaihi (Nawa / Syria). 24 Rajab ? Yaum e Urs Hazrat Khwaja Ala-ul-Haq Pandawi rahmatullahi alaihi (Pandua, Bengal). 25 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Imam Sayyed Moosa al-Kaazim rahmatullahi alaihi (Kazimain / Iraq). 25 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Qaazi Sana’ullah Panipati rahmatullahi alaihi. 25 Rajab ? Yaum e Urs Hazrat Jalaal-ud-deen Shah Qadri rahmatullahi alaihi (Mumbai, Maharashtra). 25 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Shah Abdul Azeez Soofi rahmatullahi alaihi (Durban / South Africa). 26 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Sayyed Fakhr-ud-deen Gurdezi rahmatullahi alaihi (Ajmer, Rajashtan). 26 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Abdullah urfe Peer Baaro rahmatullahi alaihi. 26 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Ali رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ Chishti Tirmizi rahmatullahi alaihi (Buner / Pakistan). 27 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Yousuf عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ al-Hamadani rahmatullahi alaihi (Merv / Turkmenistan). 27 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Junaid Baghdadi rahmatullahi alaihi (Baghdad / Iraq). 27 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Shaikh Sayyed Abu Saaleh Nasr rahmatullahi alaihi (Baghdad / Iraq). 27 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Imam Abu Yousuf عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ rahmatullahi alaihi (Baghdad / Iraq). 27 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Makhdoom Ala-ud-deen Ansaari urfe Laadle Masha’ikh rahmatullahi alaihi (Aland, Karnataka). 27 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Peer Badr-ud-deen Badr-e-Aalam rahmatullahi alaihi (Bihar). 27 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Jannan Shah Tabrizi rahmatullahi alaihi (Velan, Gujarat). 28 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Malik Qutb-ud-deen Suharwardi rahmatullahi alaihi (Ahmedabad, Gujarat). 28 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Sharf-ud-deen Wilaayat Shah rahmatullahi alaihi (Karachi / Pakistan). 28 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Sayyed Hasan Faqeeh rahmatullahi alaihi (Patan, Gujarat). 29 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Khwaja Muhammad ﷺ Abdullah Bharchundi rahmatullahi alaihi. 30 Rajab ? Yaum e Wisaal Hazrat Imam Shafi’i rahmatullahi alaihi (Fustat / Egypt). ALLAH ta?ala is Mahe Rajab mubarak me uske Habeeb sallallahu alaihi wasallam ke sadqe me aur Ahle bait aur Khwaja Ghareeb awaz rahmatullahi alaihi aur AuliyaAllah ke waseele se Sab ko mukammal ishq e Rasool ﷺ ata farmaye aur Sab ko hidayat ata farmaye aur Sab ke imaan ki hifazat farmaye aur Sahi tareeqe se zyada ibadat karne ki taufiq ata farmaye aur Hamare ek amal qubool farmaye aur In buzurgaan e deen ko isal e sawab karne ki taufiq ata farmaye aur Islam ka bolbala ata farmaye. Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyabi aur izzat ata farmaye aur Sab ki ek jaayiz muraado ko puri farmaye aur Sab ko Ilm me, Amal me aur Rizq me barkat ata farmaye. Aur in baato ko yaad rakhkar us par amal karne ki aur dusro ko bataane ki taufiq ata farmaye. Aameen.

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button