Masail

Mai Dusri Jagah Kaam Karta Hu Hostel Me Rehta Hu.

Ghar Se 150km Se Door Hai. 10-14 Din Me Ek Bar Ghar Jata Hu. Kya Mujhe Qasr Hi Padna Hoga? ANSWER Safar Mein Qasr Karna Hi Hai Aur Jis Jagah Aap Kaam Karte Hai Agar Woh Jagah Watan E Asli Nahi Aur 15 Din Se Kam Hi Lautne Ka Iradah Hai To Wahan Bhi Qasr Hi Padhna Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button