Masail
Masjid Mein Zuhar Ke Waqt Pahuncha Ain Jamat Khadi Hone Wali Thi, 4 Sunnat E Muakkidah Padhne Ka Waqt Nahi Mila.
To Jamat Ke Baad Pehle 4 Sunnat E Muakkidah Padhi Jayegi Aur Phir 2 Sunnat E Muakkidah? Ya Pehle 2 Sunnat E Muakkidah Phir 4 Sunnat? Jawab: Pahle 2 Rakat Zuhar Ke Baad Wali Sunnat Padhein. Phir Pahle Wali 4 Rakat Sunnat Padhein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—