Masail

Mayyat ki dhadi (beard) Ya Sar ke Baal Me Kangaah karna Ya Nakhun Tarashna Ya Kisi Jagah Ke Baal Mundana Ya Katrana Ya Ukhadna Kaisa Hai?

Mas’Ala: Mayyat ki dhadi Ya Sar ke Baal me kangah karna ya akhun tarashna ya kisi jagah ke baal mundana ya katrana ya ukhadna Naajayez wa Makrooh e Tahrimi Hai. Balki yah hukm hai ki jis halat par hai usi halat par dafan karde. Haan Agar Naakhun tuta ho to le sakte hai. Aur Agar Naakhun Ya Baal Taraash liye to kafan me rakh de. n(Durre Mukhtaar, Raddul Muhtaar,Aalamgeeri) Mas’Ala: Mayyat ke dono haath karwato me parkhe seene pe a Rakhe ki Yah Kiffar ka tarika hai. Jaise amaz me qiyam me yah bhi a kare. Bahar-e-sahari’At 4th Hissa safa 112 n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button