Masail

Mera ek sawal Hain (term insurance) jis tarah se hum bike ka insurance karate Hain or koi claim aata Hain to hum company se claim le lete hain.

Agar koi claim i aata hai to hamare paise khatm ho jate hain. Theek usi tarah insaan ka bhi insurance hota jise term insurance kehte Hain. Insan 50 lakh ka insurance karata Hain. Agar wo kisi wajha se Mar jata Hain company uski wife ko 50 lakh rupees deti hai. Ye Paisa kaisa Hain or Hume term insurance karana chahiye ya ahi. Insan ke Marne ke baad uski family ko bahut pareshaniya hoti Hain. Jawab: Mediclaim insurance jaayez ahi ke is me kisi ke bimar hone ya marne ka yaqeen ahi aur is surat me paise zaaye hone ka qawi andesha hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button