Masail
Mere Cousin Bhai Riyadh Gaye Waha Par Vo Daily Namaz, Jumma Ki Aur Eid Ki Namaz Masjid Me Kaise Aada Karre Bataye Wahan Par?
Jawab: Agar Waq?ee Koi Sunni Imam Mayassar Nahi Hai. To Jumma Ke Din Zuhar Padhe Aur Eid Ke Din Bihtar Hai Ke 4 Rakat Chaasht Ki Namaz Padhe. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—