Masail
Mere Dada ki ek property hai jo Abhi meri Dadi waha par Rahete hai aur abhi wo Bechne ke liye Nikal rahe hai. To kya use property me mere Abba ka hissa hoga aur hoga to kitna hoga. Kyuke mere Abba inteqal ho gaya hai. Aaj se 15 years pahle to kya use property me hamara bhi haq banta hai. Us property se hissa lene me?
ANSWER Agar aap ke waalid ka inteqaal dada ke inteqal ke baad hua to dada ke tarke me apke waalid ka bhi hissa hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—