Masail
Mere Pairo Par Pait Par Or Seene Par Baal Hai. To Mai Inhe Nikal Sakta Hu?
Jawab: Huzoor Sadrushshariah Badruttariqah Irshad Farmate Hai. Seena Aur Peeth Ke Baal Mundna Ya Katarwana Achha Nahi. Haath Paaon Pet Par Se Door Kar Sakte Hai. n(Bahar E Shari?at Hissa 16 Safah 197) n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—