Wazifa
Meri ek ristedar hai unke sar ka dard ek mahine se nahi jaa raha hai
Dawa bhi asar ahi kar rahi hai, koi wazifa bata dijiye. Jawab: Jis jagah dard hai us jagah shahadat ki ungli se saans rok kar 3 martaba likhein. Isi tarah 3 martaba karein. Aur durood e shifa 17 baar parh kar pani par damm karein aur piyein. n
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi