Masail
Meri Marhum Walda Kehti Thi Ke Bistar (Bed) Pe Baith Ke Quran Nahi Padhna Chahiye Aajkal Thand Aisi Padti Hai Ke Niche Baith Ke Nahi Jamta. Bar Bar Wuzu Toot Jata Hai Iska Jawab Dijiye?
ANSWER Bistar Pe Baith Kar Quran Shareef Ki Tilawat Mein Kuchh Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—