Masail

Muharram ke dino me kai logo ko sawari (hajri) aati hai.

Aur bolte hai ki ye wale baba aa rahe hai aur wo wale baba aa rahe hai. kya ye sahi baat hai ki unko sawari bhi sahi me aati hai ya ahi. Aur hamare ilake me to kuch kafir baba hai unko bhi sawari aati hai aur bolte hai ki unke paas jaoge to tumhari muraad puri ho jayegi aur tumhara har kaam ho jayega isme jana kaisa hai ? Jawab: Ye sab sarasar jhoot aur dhoka hai. Ya phir Kisi Jinnat ki Shararat. Kisi Buzurg ka ye kaam hargiz ahi ho sakta. Wa-Allahu Ta’ala A’lam n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button