Masail
Musalman Ko Jism Ke Aaza (Organs) Kisi Dusre Ko Donate Karna Kaisa?
Jawab: Insan Apne Aaza Ka Malik Nahi Ke Kisi Ko De Sake. Lehaza Us Ka Apne Aaza Kisi Ko Qabl e Maut, Ya Baad e Maut Dena NaJaayez Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—