Masail

Muslim Family Me Paida Hone Wale Bacche Ke Kaan Me Azan Dena Kaisa Hai?

Farz, Sunnat ya Wajib? Kyuke Bangladesh Ka Ek Bahot Bada Muslim Tabqa Aisa Hai Jo Ladkiyo Ki Wiladat Ke Waqt Unke Kaan Me Azan Nahi Deta Or Ladko Ki Wiladat Pe Azan Di Jaati Hai? To Aisa Karna Shariyat Me Kaisa Hai Jawab: Huzoor Sadrushshariah Badruttariqah Irshad Farmate Hai. Jab Bachcha Paida Ho To Mustahab Ye Hai Ke Uske Kaan Mein Azan O Iqamat Kahi Jaaye. Azan Kahne Se Balaayein Door Ho Jaayegi. Behtar Ye Hai Ke Dahine (Right) Kaan Mein 4 Martaba Azan Aur Baayein (Left) Mein 3 Martaba Iqamat Kahi Jaaye. Bahut Logo Mein Ye Riwaj Hai Ke Ladka Paida Hota Hai, To Azan Kahi Jaati Hai Aur Ladki Paida Hoti Hai, To Nahin Kahte Ye Dena Chahiye. Balkeh Ladki Paida Ho Jab Bhi Azan O Iqamat Kahi Jaaye. n(Bahar E Shari?at Hissa 15 Aqeeqah Ka Bayan) n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button