Masail
Namaz e fajr adaa karne ka akhir waqt kya hai. Jisse adaa ho jaye aur namaz qaza na ho agar jamaat chhut jaye?
Jawab: Fajr ka waqt tulu e fajr (suraj ikalne) tak hai. Suraj ikalne se pehle agar Namaz e Fajr Mukammal ho jaaye, to ada ho jaayegi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—