Masail
Namaz Me Ruku Aur Sajde Me Jo Teen Teen Bar Tasbi Padhi Jati Hai.
Kya Kaza Namaz Me Bhi Wo Teen Baar Ki Jagaha Ek Baar Padh Sakte Hai. ANSWER 3 Baar Parhna Sunnat Hai. Lehaza Qaza Parhte Waqt Bhi 3 Martaba Tasbeeh Kahe. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—