Masail
Namaz Me Shirt Me Jo Sab Se Upper Gale Ka Batan Hota Hai. Agar Wo Band Na Kare To Namaz Hogi Ya Nahi?
Jawab: Agar Uske Band Na Karne Se Seene Ki Hiddi Saaf Nazar Aaye To Namaz Makrooh E Tahrimi Hogi Warna Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—