Masail
Namaz Padhte Waqt Agar Kahi Dhyan Chala Jaye. To Kya Karna Chahiye Jaise Ke Tanhai Me Namaz Padhte Hai.
Fir Bhi Bahar Se Awaaz Aati Hai To Bhi Khyaal Ata Hai. Namaz Me Kya Padh Rahe Hai Bhul Jate Hai Bar-Bar. To Aise Me Kya Karna Chahiye Kaise Namaz Me Dil Lagaye? ANSWER Namaz Ke Arkaan Ki Taraf Khoob Tawajjuh De Kar Namaz Padhe. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—