Masail
Namaz Padhte Waqt Pairo Ki Haddi Apne Aap Bolna Kaise Hai?
ANSWER Agar Khud Bakhud Ungliyan Chatak Jaaye Ya Jodon Se Aawaz Aaye To Is Me Karaahar Nahi. Haa Jaan Boojh Kar Namaz Me Ungli Chatkaana Makrooh E Tahreemi Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—