Masail
Pehli Rakat Me Jo Surat Padhi
Phir Usi Ko Dusri Rakaat Me Bhool Kar Shuru Kar Di. Toh Kya Kare ? Jawab: Phir Usi Surat Ko Shuru Kar Di Toh Usi Ko Padhe Aur Qasdan (Jaan Bujkar) Aisa Karna Makrooh E Tanzeehi Hai. Haan! Agar Dusri Yaad Na Ho, Toh Harz Nahi!
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—